Saturday, September 27, 2008

HADEES





HADEES E NABWI
HARZRAT ABURREHMAAN BIN ABU LAILA REHMATULLAH ALEHY FARMATEY HAIN KI HAMEY RASUL ALLAH SAW KE SAHABA NE YEH KISSA SUNAYA KI VO EK MARTABA RASUL ALLAH S.A.W KE SATH JA RAHE THE KI UN ME SE EK SAHABI KO NEEND AA GAYI DOREY ADMI NE JAKAR (MAJAK ME) UN SAHABI KI RASSI LE LI JAB UNKI AANKH KHULI TO WAH PARESHAN HO GAYE IS PAR RASUL ALLAH S.A.W NE FARMAYA :KISI MUSALMAAN KE LIYE YEH HALAL NAHI KI VO KISI MUSALMAN KO DARAYE




हदीस नबवी

हर्ज्रत अब्दुरेहमान बिन अबू लैला रहमतुल्लाह .अलेह्य फरमाते हैं की हमे
रसूल अल्लाह .. के सहबा के ने यह किस्सा सुनाया वह एक मर्ताब रसूल अल्लाह ..
के साथ जा रहे थे की उन में से एक साहबी को नींद गई दुसरे आदमी ने जाकर (मजाक में)
उन सहाबी की रस्सी ले ली
जब उनकी आँख खुली तो वह परेशान हो गए इस पर रसूल अल्लाह .. ने फ़रमाया :
किसी मुसलमान के लिए यह हलाल नही की वो किसी मुस्लमान को डराए

HADEES E NABVI

HAZRAT ABU HUMMAID SAADI R.A RIVAYAT KARTEY HAIN KI
NABIYE KARIM S.A.W NE IRSHAD FARMAYA :
KISI SAHKHS KE LIYE APNEY BAHI KI LATHI
(JAISI CHOTI CHEEJ BHI)
USKI RAZAMANDI KE BAGER LENA JAYAJ NAHI
(IBNE HABBAN)

hadiis ai nabavii

hajarat aboo hummaid saadI r.aNHU rivaayat karate
hain kii naabiye kariim s.a.v ne irashaad phramaayaa :
kisii sahkhs ke liye apanii bhaaee kii laathii
(jaisii chotii chiij bhii ) usakii rajaamandii
ke bager lenaa jaayaj nahii
(ibne habbaan)

No comments: